CHLO KUCH DER HANSTE HEN~
Mohabat per inayat per,
k Be_Buniyad batein hain,
Sbi rishte sbi natay,
zrurat ki hain Ejadain,
kahin koi nahi marta
kisi k wastay jana,
k sb hy phair lafzon ka,
Hy sara khail hrfon ka,
Na hy mehbob koi bhi,
Sabi jumlay se kastay hain,
Chalo kutch dair hastey hen,
Usi ko yad karte hain,
jise hum zeest kehte hain,
k lena sans bin jis k,
Hmen ik jurm lgta tha,
k sang jis k hr lamha,
Khush-o-khurram lagta tha,
jise humy chalta tha,
Bala ka teiz lagta tha,
Jo saya bn k rehta tha,
JUDA ab usk RASTE hen,
CHLO KUCH DER HANSTE HEN...
CHLO KUCH DER HANSTE HEN...
Search This Blog
Saturday, December 25, 2010
BADNAM ZAMANY MEN MOHABBAT NAHI KARTY
Badnam Zamane main Mohabbat Nahi Karte
Dil Waly Tu Dushman Se Bhi Nafrat Nahi Karte
Ek Bar Jisy Chaha Sada Uss K Rahe Phir
Ham Log Amanat Main Khianat Nahi Karte
Tanhai Main Karlete Hain Yaad Aansoo Baha Kar
Zahir Kabhi Ham Apni Ebadat Nahi Karte,
Waqt Aane Par Maaloom Yeh Ho Jaiy Ga Tum Ko,
Ham Sirf Dekhawe Ki Mohabbat Nahi Karte,
Lekhte Hain FAQT Ek Tumhare Liy Ghazlain,
Har Shakhs Pe ham Aise Enayat Nahi Karte.

Thursday, December 23, 2010
SARDIYON KI SHAMEN BHI KYA AJEEB SHAMEN HEN.
Sardiyon ki shamein bhi kia ajab shamein hain,
Log yaad atay hain aag si lagaty hain,
Dil k her ik koney main zindgi k manzer main,
Doob k ubherty hain ik dafa jo bichary thy,
Roz roz milty hain or mairi ankhon ko,
De k kuch naye motti phir se lot jaty hain,
Phir hum akailey main aansuon k railey main,
Sardiyon ki thandak main tanha apny shaney pe,
Apni shaal sambhaly ghar ko lot atay hain,
Sardiyon ki shamein Bhi kia ajab shamein hain.

KAHA THA NA YU SOTY HUEY MJHY CHOR K MAT JANA
Kaha tha na yu sotay hovay mjhy chor kar mat jana.
Mjhy beshak jga dena bta dena k tumhen rasta bdalna he.
Meri hd say niklna he.
Tumhen kis bat ka dr tha tmhen jany na deta.
Kahi qed kr leta aray pagal mohabbat ki tabiyat men zbardasti nhi hoti.
Jisy rsta bdalna ho usy rsta bdalnay sy.
Usy hd sy niklna ho usy hd sy niklny sy na koi rok paya he na koi rok pae ga.
Tumhen kis bat ka dr tha, mujhy beshak jga lete...."

TUM NAGHMA E MAAH E ANJUM HO
Tum Naghma_e_Maah_o_Anjum Ho,
Tum
Soz_e_Tamanna Kya Jaano,
Tum
Dard_e-Muhabbat Kya Samjho,
Tum Dil Ka Tarrapna Kya Jaano,
Tum Door Kharre Takte Hi Rahe,
Or Doobne Waala Doob Gaya,
Sahil Ko Tum Manzil Samjhe,
Tum
Lazzat_e_Darya Kya Jaano,
So Baar Agar Tum Roothh Gaye,
Hum Tum Ko Mana Hi Lein Ge Magar,
Ik Baar Agar Hum Roothh Gaye,
Tum Hum Ko Manaana Kya Jaano,
Dunya_e-Rafaaqat Mein Shaayad,
Tum Pehle Pehle Aaye Ho,
Tum Doobti Nabzein Kya Samjho,
Tum Dil Ka Dharrakna Kya Jaano,
Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai Dil Khoon K Aansu Rota Hai,
A Jaan_e_Mann
A Jaan_e_Jahaan Tum Dard Kisi Ka Kya Jano.

KYA AJAB EHTSAB APNA THA. JAN APNI AZAB APNA THA.
Kya AJab Ahtisab Apna tha,
Jaan Apni Azab Apna tha,
Kuch Mile L0G Bhi Zamanay Saaz,
Kuch MuQaDer Kharab Apna tha!
Ya K Mukhlis thy Hum Mohabbat Me,
Jurm Bas Ye Janab Apna tha,
Ab Kya Karna Us Shakhs Sy Gila Kr K, QATEEL
Wo Bhi To aakhir Intikhab Apna tha.

Sunday, December 19, 2010
TUM ABRE GUREZAN HO MEN SEHRA K JESA HU
"Tm 'ABR-E-GUREZAN' ho,
Main 'SEHRA' k Jesa hon"
"Do 'BOOND' jo brso gay,
'BE KAAR' main brso gay"
"Hai 'KHUSHK' buhat 'MATTI',
Hr simt Bagolay hain"
"SEHRA k bgolon se uthtay hi to 'SHOLAY' hain"
"Tm KHUL k agr BRSO',
'Sehra main Gulistan ho"
"Pr Tm se kahain kese
Tum 'ABR-E-GUREZAN' ho"
"JAL THAL' jo agar kar do,
'TAN MAN' main 'NAMI' bhar do"
"Hai 'KHUSK' buht MATTI,
Puri jo 'KAMI' kar do"
"Phir Tm ko btain ge k tm 'ROOH' men 'Pinha' ho"
"Pr Tm se kahain kese tm 'ABR-E-GUREZAN' ho"
"Mil jao agr hm ko,
Hm 'JASHN' manain ge"
"Dharti ne na daikhay hon,
Woh 'PHOOL' khilain ge"
"Aankhon main 'UJALAY' hon,
Aur 'DIL main CHRAGAN' ho"
"Par Tum se kahain kese,
Tum 'ABR-E-GUREZAN' ho"
"Mana 'NAHI is QABIL' Tum chaho MOHABAT do" "Hum Tum ko sada 'CHAHAIN',
Bus itni 'IJAZAT' do"
"Tum ISHQ Tum hi POOJA,
Aey Jan meri Rooh ho"
"Par Tum se kahen kesy"

Subscribe to:
Posts (Atom)