Roothna khafa rehna, ye wafa nahi hoti,
Chahaton may logon se kya khata nahi hoti;
Sub ko aik jaisa kyun tum samjhne lagte ho,
Kyun k sari duniya to bewafa nahi hoti;
Har kisi se yari har kisi se waaday,
Pyar karne walon may ye ada nahi hoti;
Be-Naqaab Chehray bhi ik Hijaab rakhte hain,
Sirf saat Pardon may to haya nahi hoti;
Sab kuch kho diya tumharay pyar main hum ne,
Kya ye bhi Chahat ki Inteha nahi hoti.
Search This Blog
Saturday, April 3, 2010
USY IKHTILAF TO SADA KA THA
Mere qurb se mere wajood tak,
Usay ikhtilaf to sada ka tha,
Mere ghum se mere junoon tak,
Yeh faasla bus ana ka tha,
Meri zindgi se meri saans tak,
Wo falsfa buss dua ka tha,
Meri baat se tere zikr tak,
Koi silsila jo hawa ka tha,
Meri haqiqat se mere khawab tak.
Usay ikhtilaf to sada ka tha,
Mere ghum se mere junoon tak,
Yeh faasla bus ana ka tha,
Meri zindgi se meri saans tak,
Wo falsfa buss dua ka tha,
Meri baat se tere zikr tak,
Koi silsila jo hawa ka tha,
Meri haqiqat se mere khawab tak.
Friday, April 2, 2010
BOHT SI YADEN LE KR
Boht c yaaden le kr jb nae saal ka chand tere angan ma utre ga
tb ay dost en bole basri yaadon ma dond lena
koe lamha mere yaad ka .
koe lamha mere payar ka.
koe asa lamha jo tere mere sath khushi sy guzra ho.
tb ay dost en bole basri yaadon ma dond lena
koe lamha mere yaad ka .
koe lamha mere payar ka.
koe asa lamha jo tere mere sath khushi sy guzra ho.
MIL HI JAE GA KAHIN DIL KO YAQEEN REHTA HE
Mil hi jayega kahin dil ko yaqeen rehta hai,
Wo isi sheher ki galiyon me kahin rehta hai,
Ik zamana tha k sub aik jaga rehte thay,
Or ab koi kahin koi kahin rehta hai,
Jis k saanson se muattar they dar-o-deewar tere,
Aae makaan bol kahan ab wo makeen rehta hai,
Roz milne pe bhi lagta hai k jug beet gaye,
Ishq me waqt ka ehsas nahi rehta hai,
Dil afsurda to hua dekh k usko lekin,
Umar bhar kon jawan kon haseen rehta hai.

WESY BHI MOHABBAT KI SAZA DETI HE DUNYA
"Wesy bhi
mohabbat ki saza deti hai duniya"
"Mar jaen to jeene ki dua deti hai duniya"
"Hum kon se momin the jo ilzam na sehty"
"Pathar ko bhi bhagwan bana
deti hai duniya"
{Yeh}
"Zakham mohabbat
ka hai dikhana
na kisi ko"
"La kar sar=e=bazar
saja deti hy duniya"
{Kismat}
"Par karo naaz
na itna bhi fakiro"
"Hathon ki lakiron ko mita
deti he duniya"
"Marny ke
liye karti hai
majbur to lekin"
Jeene
"Ke tariky bhi sikha deti hai duniya".

Thursday, April 1, 2010
MAT TOR WO TA'LLUQ JO TERI ZAAT SE HE.
MÄt tor wo ta'lluq jo teri zat se hy
Tu khafa meri kis bat se hy?
Tu b na uljha kr mujh se is tarha
Jab tu achi tarha wakif mere jazbat se hy
Main kaisy ji loon tum se rooth kr
Meri hr saans wäbasta teri yad se hy
Mera taluk jura hy kuch is tarha tum se
Jaisy insan ka rishta khud apny ap se hy.

US KI YAD THI OR MEN THA BAS
"Uski YAD thi or me tha bas,
"Wo ek Aks tha or me tha bas,
"Chalte Chalte kahin Duniya ka kinara dekha,
"Haan wo ek RAAH thi or me tha bas,
"Usko CHAHA tha mene ZINDAGI se BARH kr,
"Wo mera PYAR tha or me tha bas,
"ZINDAGI CHOR gai mujko FAQAT ye keh kar,
"Wo tera KHAWAB tha or KHAWAB tha bas.!!

Subscribe to:
Posts (Atom)