Saath tumhara dena hai
Aur sath tmhara pana hai
Pattharon ke is shehar me
Ek kanch ka ghr banana hai
Aasmano pe jo rishta bana
Usy duniya mein nibhana hai
Ek nam tumhara likhna hai
Ek naam hamein ban jana hai
Kuch batein tum se karni hain
Kuch dil ka haal sunana hai
Chupkay se jo mangi hain
Un duaaon mein tum ko pana hai
Tum roth k muj se mat jao,
Mje sath tmhara pana hai,
Tum lot k wapis aa jao,
Mujhe zindagi tumhe banana hai...
No comments:
Post a Comment